Oxford Sikhs

You are here: Home > Lyrics > Kumar-Sanu
Song Title: Kahin Na Kahin
Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK
Writer:
Lyrics of the song 'Kahin Na Kahin' from bollywood movie/album 'PAAGALPAN'


Kahin naa Kahin Hai Woh Deewani
Mujhse Abhi Hai Anjaani
Kahin naa Kahin Hai Woh Deewani
Mujhse Abhi Hai Anjaani
Oh Aayegi Kabhi To Saamne Woh
Mera Khwaab Meri Zindagaani
Kahin naa Kahin Hai Woh dewana
Mujhse Abhi Hai Anjaana
Oh Aayega Kabhi To Saamne Woh
Khwaabo main Hai Jiska Aana Jana
Kahin naa Kahin Hai Woh dewana
Mujhse Abhi Hai Anjaana

Uske Labo Pe Bikhri Hai Laali
Khushboo Hai Uski Sandali
Mehki Bahaare Behke Nazare
Woh Muskurake Jab Chali
Haa ankhon main Kaajal Zulfon main Badal
Sab Rang Us main Hai Chhupa
Kahin naa Kahin Hai Woh dewana
Mujhse Abhi Hai Anjaana
Oh Aayega Kabhi To Saamne Woh
Khwaabo main Hai Jiska Aana Jana
Kahin naa Kahin Hai Woh dewana
Mujhse Abhi Hai Anjaana

Kya Chaahti Hoon Kya Sochti Hoon
Usko nahin hein Kuch Khabar
mein Rok Loongi Raahon main Usko
Bach Ke Woh Jaayega Kidhar
Jaagi naa Sooyi Yaadon main Khoyi
yeh Kya Mujhe Ho Gaya
Kahin naa Kahin Hai Woh Deewani
Mujhse Abhi Hai Anjaani
Kahin naa Kahin Hai Woh dewana
Mujhse Abhi Hai Anjaana
Oh Aayegi Kabhi To Saamne Woh
Mera Khwaab Meri Zindagaani
Add Your Comment