Song Title: Baago Mein Bahar Hain
Singer: LATA MANGESHKAR, MOH. RAFI
Writer:
Lyrics of the song 'Baago Mein Bahar Hain' from bollywood movie/album 'ARADHANA'


rafi : achha to yeh baat hai
tum bhi sun lo
jo jo sawal mein puchhu unka sach-sach jawab dena
hah
lata: haah
rafi : achaa, to baagon main bahaar hai
lata : kya
rafi : mein ne pocha baagon main bahaar hai?
lata: haan hai
rafi : kaliyon pe nikhaar hai?
lata: haan hai
rafi: to, to tumko mujhase pyar hai
lata: naa naa na, naa naa na, naa naa na, naa naa naa

rafi : o.. baagon main bahaar hai
lata: hai
rafi : kaliyon pe nikhaar hai
lata: hai
rafi : o.. tumko mujhase pyaar hai
lata : naa naa na, naa naa na, naa naa na, naa naa naa
rafi : o.. baagon main bahaar hai

lata : chhodo hato, jaao pakdo naa bainyya
aaun naa mein tere baaton main sainyya
rafi : tumne kaha hai dekho, dekho mujhe sainyya
bolo tumko iqaraar hai
lata : hai
rafi : phir bhi inkaar hai
lata: haan hai
rafi : o.. tumko mujhase pyar hai
lata: naa naa na, naa naa na, nahi nahi nahi nahi
rafi : o.. baagon main bahaar hai

rafi : tumne kaha tha mein sau duhkh sahungi
chupke piya tere mann main rahungi
lata : woh sab kahungi lekin vo naa kahungi
tumko jiska intezaar hai
lata : hai
rafi: phir bhi takraar hai
lata : hai
o.. tumko mujhase pyar hai
lata: naa na, naa naa na, naa naa na, naa naa naa
rafi : o baagon main bahaar hai

lata :achha chalo, chhedo aage kahani
hoti hai kya bolo pyar ki nishaani
rafi : bechain rehati hai prem deewani
bolo kya dil beqaraar hai
lata: hai
rafi : mujhape aitbaar hai
lata: hai
rafi : jeena dushavaar hai
lata : hai, hai
rafi : aaj somavaar hai
lata : are baba, hai
rafi : tumko mujhase pyar hai
lata : hai
naa naa naa naa naa
Add Your Comment