Song Title: Duniya Mein Nahin Koi Yaar
Singer: LATA MANGESHKAR, RAFI
Writer:
Lyrics of the song 'Duniya Mein Nahin Koi Yaar' from bollywood movie/album 'AMBER 1952'


lata:
duniyaa mein-2
duniyaa main nahin koi yaar wafaadaar
zamaana sach kehata hai-2
yahaan karnaa kisi se pyar hai bekaar
zamaana sach kehata hai-2

rafi:
dukh-dard ka hai bazaar yeh sansaar
zamaana sach kehata hai-2
milana hai yahaan dushwaar dil ko qaraar
zamaana sach kehata hai-2

lata:
kar gaye who bhi ham se kinaara
jin ko basaaya mann main
pyar ki baazi jeet saka hai
koi naa is jeevan mein-2
hoti hai yahaan har bar dil ki haar
zamaana sach kehata hai-2

rafi:
kismat ne majboor banaakar
chheen liya sukh ham se
kaaya ki is qaid main aaa kar
koun bachaa hai gham se-2
chalate hai yahaan par vaar, gham ke hazaar
zamaana sach kehata hai-2

lata:
duniyaa main nahin koi yaar wafaadaar
zamaana sach kehata hai-2
Add Your Comment