Song Title: Kya Kare Kya Kare
Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN
Writer:
Lyrics of the song 'Kya Kare Kya Kare' from bollywood movie/album 'AATMA'

i do ishq only tumse
i do ishq ishq only tumse tumse tumse
i do ishq only tumse
tere chehre se nazar nahi hath ti kya kare kya kare
ye pyaas dil ki nahi ghat ti kya kare kya kare
bin tere raat nahi kath ti kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujh ti kya kare kya kare
hum naa deewane ho jaye ankhon ki galiyon main kho jaye
teeren nazar naa mujhpe chalaaon
jaao ji jaao yun naa banaao

iski adaa pe ham mar meete hai
ispe fidaa hai isko nahi hai pata
le jaayenge hum isko utha ke
apna bana ke aayega phir toh mazaa
idiot ka matlab bataayenge
kadamon main usko jhukaayenge
deewanagi naa mujhko dikhaaon
yun naa kahani apani sunaaon
tere chehre se nazar nahi hath ti kya kare kya kare
ye pyaas dil ki nahi ghat ti kya kare kya kare

ziddi badee hai ruthi khadi hai
kya gulchhadi hai rehti hai hamse khafa
hey shola dhali hai kuchh manchali hai
ye diljali hai ismein nasha hi nasha
kya kya bahane banati hai
deewanon ka dil jalati hai
mein hoon sharara daaman bachaaon
tum ishq main naa khud ko jalaaon
tere chehre se nazar nahi hath ti kya kare kya kare
ye pyaas dil ki nahi ghat ti kya kare kya kare
bin tere raat nahi kath ti kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujh ti kya kare kya kare
hum naa deewane ho jaye ankhon ki galiyon main kho jaye
teeren nazar naa mujhpe chalaaon
jaao ji jaao yun naa banaao
tere chehre se nazar nahi hath ti kya kare kya kare
ye pyaas dil ki nahi ghat ti kya kare kya kare
bin tere raat nahi kath ti kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujh ti kya kare kya kare
Add Your Comment